AJNABI SHEHAR HAI, AJNABI SHAAM HAI @Jaan-E-Mann:

AJNABI SHEHAR HAI, AJNABI SHAAM HAI Hindi Lyrics #Sonu Nigam @Jaan-E-Mann

Song Credits:
Song: Ajnabi Shehar
Album: Jaan-e-Mann
Lyricist: Gulzar, Anu Maalik
Singer: Sonu Nigam
Music Label: T-Series

Hindi Lyrics:
अजनबी शहर है, अजनबी शाम है।
जिंदगी अजनबी, क्या तेरा नाम है?
अजीब है ये जिंदगी, ये जिंदगी अजीब है,
ये मिलती है, बिछड़ती है।
बिछड़ के फिर से मिलती है।

अजनबी! शहर है!
अजनबी, शाम है!

आपके बगैर भी हमें, मीठी लगे उदासियां।
क्या ये आपका, आप का कमाल है
शायद आपको खबर नहीं?
हिल रही है गांव की जमीन !
क्या ये आपका आपका ख्याल है
अजनबी शहर में, जिंदगी मिल गई।

अजीब है ये जिंदगी ये जिंदगी अजीब है।
मैं समझा था, करीब है।
यह और का नसीब है।

अजनबी! शहर है!
अजनबी, शाम है!

बात है ये एक रात की, आप बादलों पर लेटे थे।

वो याद है आपने बुलाया था,
सर्दी लग रही थी आपको। पतली पतली चांदनी लपेटे थे
और शॉल में ख़्वाब के सुलाया था।

अजनबी ही सही, साँस में सिल गई।

अजीब है ये जिंदगी, ये जिंदगी अजीब है।
मेरी नहीं ये जिंदगी, रकीब का नसीब है।

English Lyrics:
Ajnabi Shehar Hai, Ajnabi Shaam Hai
Zindagi Ajnabi, Kya Tera Naam Hai?
Ajeeb Hai Ye Zindagi, Ye Jindagi Ajeeb Hai
Ye Milti Hai Bichadti Hai
Bichad Ke Fir Se Milti Hai.

Ajnabi Shehar Hai,
Ajnabi Shaam Hai

Aapke Bagair Bhi Hamen, Meethi Lage Udasiyan.
Kya Ye Aapka, Aapka Kamaal Hai
Shayad Aapko Khabar Nahi
Hil Rahi Hai Gaon ki Jameen
Kya Ye Aapka, Aapka Khayaal hai?
Ajnabi Shahar Mein, Jindagi Mil Gai

Ajeeb Hai Ye Jindagi, Ye Jindagi Ajeeb Hai
Main Samjha Tha, Kareeb Hai
Ye Aur Ka Naseeb Hai

Ajnabi Shehar Hai,
Ajnabi Shaam Hai

Baat Hai Ye Ek Raat Ki, Aap Baadalon Pe Lete The

Wo Yaad Hai Aapne Bulaya Tha
Sardi Lag Rahi Thi Aapko.
Patli Patli Chandni Lapete The
Aur Shaul Mein Khwab Ke Sulaya Tha.

Ajnabi Hi Sahi, Saans Mein Sil Gai

Ajeeb Hai Ye Jindagi, Ye Jindagi Ajeeb Hai
Meri Nahin Ye Zindagi, Raqeeb Ka Naseeb Hai

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.