KYON LAMHE KHARAB KAREN, KYON GALTI BEHISAAB KAREN (GHUNGROO) @War :

KYON LAMHE KHARAB KAREN, KYON GALTI BEHISAAB KAREN (GHUNGROO) Hindi Lyrics #Arijit Singh, Shilpa Rao @war

Song Credits:
Song: Ghungroo
Movie: War
Singers: Arijit Singh, Shilpa Rao
Lyricist: Kumaar;
Music Label: YRF;

Hindi Lyrics:

क्यों लम्हें खराब करें
आ गलती बेहिसाब करें
दो पल की जो नींद उड़ी
आ पूरे सारे ख़्वाब करें
क्या करने है उम्रों के वादे
ये जो रहते हैं रहने दे आधे
दो बार नही, एक बार सही
एक रात की कर ले तू यारी

सुबह तक मान के मेरी बात
तू ऐसे ज़ोर से नाची आज
कि घुँघरू टूट गये
कि घुँघरू टूट गये

छोड़ के सारे शर्म और लाज
मैं ऐसे ज़ोर से नाची आज
कि घुँघरू टूट गये
कि घुँघरू टूट गये

दिल लेना, दिल देना, जरूरी नहीं है
इन बातों के सिवा, भी बातें कई है

इक लम्हें से ज्यादा, की ख्वाहिश नहीं है
फिर चाहे दोबारा न मिलना कही

मेरे सपने नहीं सीधे-साधे
है गलतफेहमियाँ तो मिटा दे
दो बार नही, एक बार सही
एक रात की कर ले तू यारी

सुबह तक मान के मेरी बात
तू ऐसे ज़ोर से नाची आज
कि घुँघरू टूट गये
कि घुँघरू टूट गये

छोड़ के सारे शर्म और लाज
मैं ऐसे ज़ोर से नाची आज
कि घुँघरू टूट गये
कि घुँघरू टूट गये

इश्क़ है आज बस, कल करना भी नहीं
दिल में ठेहरना तो है, पर उतरना भी नहीं
मिटना भी है, कुछ देर के लिए
पूरी उम्र तुमपे मरना भी नहीं

क्या करने है उम्रों के वादे
ये जो रहते हैं रहने दे आधे

दो बार नही एक बार सही
इक रात की कर ले तू यारी

सुबह तक मान के मेरी बात
तू ऐसे ज़ोर से नाची आज
कि घुँघरू टूट गये
कि घुँघरू टूट गये

छोड़ के सारे, शर्म और लाज
मैं ऐसे ज़ोर से नाची आज
कि घुँघरू टूट गये
कि घुँघरू टूट गये

कि घुँघरू टूट गये
टूट गये
कि घुँघरू टूट गये

English Lyrics:

kyon lamhe kharaab karen
aa galtI behisaab karen
do pal kI jo neend udI
aa poore saare khWab karen
kya karne hai umron ke vaade
ye jo rahte hain rahne de aadhe
do baar nahI, ek baar sahi
ek raat kI kar le tu yaari

subah tak maan ke meri baat
too aise zor se naachi aaj
ki ghungroo toot gaye
ki ghungroo toot gaye

chhod ke saare sharm aur laaj
main aise zor se naachi aaj
ki ghungroo toot gaye
ki ghungroo toot gaye

dil lena, dil dena, jaroori nahin hai
in baaton ke siva, bhi baaten kai hai

ik lamhen se jyaada, ki khwahish nahin hai
phir chaahe dobara na milana kahee

mere sapane nahin seedhe-saadhe
hai galatfahmiyaan to mita de
do baar nahi, ek baar sahi
ek raat ki kar le tu yaari

subah tak maan ke meri baat
tu aise zor se naachee aaj
ki ghungharoo toot gaye
ki ghungharoo toot gaye c

hhod ke saare sharm aur laaj
main aise zor se naachi aaj
ki ghungroo toot gaye
ki ghungroo toot gaye

ishq hai aaj bas, kal karna bhi nahin
dil mein theharna to hai, par utarna bhi nahin
mitna bhi hai, kuchh der ke liye
poori umar tumpe marna bhi nahin

kya karne hai umron ke vaade
ye jo rahte hain rahne de aadhe

do baar nahi ek baar sahi
ik raat ki kar le tu yaari

subah tak maan ke meri baat
tu aise zor se naachi aaj
ki ghungroo toot gaye
ki ghungroo toot gaye

chhod ke saare, sharm aur laaj
main aise zor se naachi aaj
ki ghungroo toot gaye
ki ghungroo toot gaye

ki ghungroo toot gaye
toot gaye
ki ghungroo toot gaye

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.