KOI FARIYAAD, TERE DIL MEIN, DABI HO JAISE Hindi Lyrics #Jagjit Singh @Tum Bin:
Song Credits:
Song: Koi Fariyaad
Movie: Tum Bin
Singer: Jagjit Singh
Lyricist: Faaiz Anwaar
Music Label: T-Series
Hindi Lyrics:
कोई फरियाद, तेरे दिल में दबी हो जैसे
कोई फरियाद, तेरे दिल में दबी हो जैसे
तूने आंखों से कोई बात कही हो जैसे
जागते जागते एक उम्र कटी हो जैसे
जागते जागते एक उम्र कटी हो जैसे
जान बाकी है मगर सांस रुकी हो जैसे
हर मुलाकात पे महसूस यही होता है
हर मुलाकात पे महसूस यही होता है
मुझसे कुछ तेरी नजर पूछ रही हो जैसे
राह चलते हुए अक्सर ये गुमा होता है
राह चलते हुए अक्सर ये गुमा होता है
वो नजर चुपके मुझे देख रही हो जैसे
वो नजर चुपके मुझे देख रही हो जैसे
एक लम्हे में सिमट आया सदियों का सफर
एक लम्हे में सिमट आया सदियों का सफर
ज़िंदगी तेज बहुत तेज चली हो जैसे
ज़िंदगी तेज बहुत तेज चली हो जैसे
इस तरह पहरों तुझे सोचता रहता हूं मैं
इस तरह पहरों तुझे सोचता रहता हूं मैं
मेरी हर सांस तेरे नाम लिखी हो जैसे
मेरी हर सांस तेरे नाम लिखी हो जैसे
कोई फरियाद तेरे दिल में दबी हो जैसे
तूने आंखों से कोई बात कही हो जैसे
जागते जागते एक उम्र कटी हो जैसे
जान बाकी है मगर सांस रुकी हो जैसे
English Lyrics:
koi fariyaad, tere dil mein, dabi ho jaise
koi fariyaad, tere dil mein, dabi ho jaise
tune aankhon se, koi baat kahi ho jaise
jaagte jaagte, ek umr kati ho jaise
jaagte jaagte, ek umr kati ho jaise
jaan baaki hai magar
saans ruki ho jaise
har mulaqat pe mahasus yahi hota hai
har mulaqat pe mahasus yahi hota hai
mujhse kuch teri najar poochh rahi ho jaise
raah chalte huye aksar ye guma hota hai
raah chalte huye aksar ye guma hota hai
vo najar chuphke, mujhe dekh rahi ho jaise
vo najar chuphke, mujhe dekh rahi ho jaise
ek lamhe mein, simat aaya sadiyon ka safar
ek lamhe mein, simat aaya sadiyon ka safar
zindagi tej bahut tej, chali ho jaise
zindagi tej bahut tej, chali ho jaise
is tarah peharon tujhe sochta rahta hun main
is tarah peharon tujhe sochta rahta hun main
meri har saans, tere naam likhi ho jaise
merI har saans, tere naam likhi ho jaise
koi fariyaad tere dil mein dabi ho jaise
tune aankhon se, koi baat kahi ho jaise
jaagte jaagte, ek umr kati ho jaise
jaan baaki hai magar, saans ruki ho jaise