ZINDAGI KE SAFAR MEIN GUZAR JAATE @Aap Ki Kasam :

ZINDAGI KE SAFAR MEIN GUZAR JAATE HAIN JO MAKAAM, WO PHIR NAHI AATE Hindi Lyrics #Kishore Kumar @Aap Ki Kasam

Song Credits:
Song: Zindagi Ke Safar Mein Guzar Jaate
Movie: Aap Ki Kasam
Singer: Kishore Kumar
Lyricist: Anand Bakshi

Hindi Lyrics:
जिंदगी के सफर में गुजर जाते हैं जो मकाम।
वो फिर नहीं आते, वो फिर नहीं आते।

जिंदगी के सफर में गुजर जाते हैं जो मुकाम
वो फिर नहीं आते। वह फिर नहीं आते।

फूल खिलते हैं, लोग मिलते हैं।
फूल खिलते हैं, लोग मिलते हैं मगर
पतझड़ में जो फूल मुरझा जाते हैं,
वो बहारों के आने में से खिलते नहीं।
कुछ लोग एक रोज जो बिछड़ जाते हैं,
वो हजारों के आने से मिलते नहीं।
उम्र भर चाहे कोई पुकारा करे उनका नाम।
वो फिर नहीं आते।
वो फिर नहीं आते।

आंख धोखा है क्या भरोसा है,
आंख धोखा है क्या भरोसा है सुनो
दोस्तों शक दोस्त दोस्ती का दुश्मन है।
अपने दिल में इसे घर बनाने ना दो
कल तड़पना पड़ेगा याद में जिनके।
रोक लो रूठ कर उनको जाने ना दो।
बाद में प्यार के चाहे भेजो हजारों सलाम
वो फिर नहीं आते।
वो फिर नहीं आते।

सुबह आती है, रात जाती है,
सुबह आती है, रात जाती है यूं ही।
वक्त चलता ही रहता है, रुकता नहीं।
एक पल में यह आगे निकल जाता है।
आदमी ठीक से देख पाता नहीं
और पर्दे का मंजर बदल जाता है।
एक बार चले जाते हैं जो दिन रात सुबह शाम
वो फिर नहीं आते, वो फिर नहीं आते।

जिंदगी के सफर में गुजर जाते हैं जो मकाम
वो फिर नहीं आते, वो फिर नहीं आते।

English Lyrics:

Zindagi Ke Safar Mein Guzar Jaate Hain Jo Makaam
Wo Phir Nahin Aate, Wo Fir Nahin Aate

Zindagi Ke Safar Mein Guzar Jaate Hain Jo makaam
Wo Phir Nahin Aate, Wo Fir Nahin Aate

Phool Khilte Hain, Log Milte Hain
Phool Khilte Hain, Log Milte Hain Magar
Patjhad mein jo Phool Murjha Jaate Hain
Wo Baharon Ke Aane Se Khilte Nahin
Kuchh log Ek Roj Jo bichhad Jaate Hain
Wo Hajaron Ke Aane Se Milte Nahin
Umra Bhar ChaheKoi Pukara Kare Unka Naam
Wo Fir Nahin Aate
Wo Fir Nahin Aate

Aankh Dhokha Hai, Kya Bharosa Hai
Aankh Dhokha Hai, Kya Bharosa Hai Suno
Doston Shak Dosti Ka Dushman hai
Apne Dil Mein Ise Ghar Banane Nado
Kal Tadapna Pade Yaad Mein Jinke
Rok Lo Ruth Kar Unko Jaane Na Do
Baad Mein Pyar Ke Chahe Bhejo hajaron Salam
Wo Fir Nahin Aate
Wo Fir Nahin Aate

Subah Aati Hai, Raat Jaati Hai
Subah Aati Hai, Raat Jaati Hai Yun Hi
Waqt Chalta Hi Rahta hai rukta Nahin
Ek Pal Mein yah Aage nikal Jata Hai
Aadmi theek se dekh pata nahin
Aur Parde Ka Manzar Badal Jata Hai
Ek Baar Chale Jaate Hain Jo Din Raat Subah Shaam
Wo Fir Nahin Aate, Wo Fir Nahin Aate
Zindagi Ke Safar Mein Guzar Jaate Hain Jo makaam
Wo Phir Nahin Aate, Wo Fir Nahin Aate

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.