KAHNE KO JASHNE BAHARA HAI Song Hindi Lyrics #Javed Ali @Jodhaa Akbar
Song Credits:
Song: Jashne-bahara;
Movie: Jodhaa Akbar;
Singer: Javed Ali;
Lyrics: Javed Akhtar;
Music Label: SonyMusicIndiaVEVO;
Hindi Lyrics:
कहने को जश्न-ए-बहारा है
इश्क ये देख के हैरान है
कहने को जश्न-ए-बहारा है
इश्क ये देख के हैरान है
फूल से खुशबू ख़फ़ा-खफा है गुलशन में
छुपा है कोई रंज फिज़ा की चिलमन में
सारे सहमे नज़ारे हैं
सोये-सोये वक्त के धारे हैं
और दिल में खोई-खोई सी बातें हैं
हो हो
कहने को जश्न-ए-बहारा है
इश्क ये देख के हैरान है
फूल से खुशबू ख़फ़ा-खफा है गुलशन में
छुपा है कोई रंज फिज़ा की चिलमन में
कैसे कहें क्या है सितम
सोचते हैं अब ये हम
कोई कैसे कहे वो हैं या नहीं हमारे
करते तो हैं साथ सफर
फासले हैं फिर भी मगर
जैसे मिलते नहीं किसी दरिया के दो किनारे
पास हैं फिर भी पास नहीं
हमको ये गम रास नहीं
शीशे की इक दीवार है जैसे दरमियाँ
सारे सहमे नज़ारे हैं
सोये-सोये वक्त के धारे हैं
और दिल में खोई-खोई सी बातें हैं
हो हो
कहने को जश्न-ए-बहारा है
इश्क ये देख के हैरान है
फूल से खुशबू ख़फ़ा-खफा है गुलशन में
छुपा है कोई रंज फिज़ा की चिलमन में
हमने जो था नगमा सुना
दिल ने था उसको चुना
ये दास्तान हमें वक्त ने कैसी सुनाई
हम जो अगर हैं गमगीं
वो भी उधर खुश तो नहीं
मुलाकातों में है जैसे घुल सी गई तन्हाई
मिलके भी हम मिलते नहीं
खिलके भी गुल खिलते नहीं
आँखों में हैं बहारें दिल में खिज़ा
सारे सहमे नज़ारे हैं
हो हो
कहने को जश्न-ए-बहारा है
इश्क ये देख के हैरान है
फूल से खुशबू ख़फ़ा-खफा है गुलशन में
छुपा है कोई रंज फिज़ा की चिलमन में
English Lyrics:
kahne ko jashne-bahara hai
ishq ye dekh ke hairaan hai
kahne ko jashne-bahara hai
ishq ye dekh ke hairaan hai
fool se khushboo khafa-khafa hai
gulshan mein
chhupa hai koi ranj fiza ki chilman mein
saare sahme nazare hain
soye-soye waqt ke dhaare hain
aur dil mein khoi-khoi si baaten hain
ho ho kahne ko jashne-bahara hai
ishq ye dekh ke hairan hai
fool se khushboo khafa-khafa hai gulshan mein
chhupa hai koi ranj fiza ki chilman mein
kaise kahen kya hai sitam
sochte hain ab ye ham
koi kaise kahe vo hain ya nahin hamare
karte to hain saath safar
faasle hain fir bhi magar
jaise milte nahin kisi dariya ke do kinare
paas hain fir bhi paas nahin
hamko ye gam raas nahin
sheeshe ki ik deevaar hai jaise darmiyaan
saare sahme nazaare hain
soye-soye waqt ke dhaare hain
aur dil mein khoi-khoi si baaten hain
ho ho kahne ko jashne-bahara hai
ishq ye dekh ke hairan hai
fool se khushboo khafa-khafa hai gulshan mein
chhupa hai koi ranj fiza ki chilman mein
hamne jo tha nagma suna
dil ne tha us
ko chuna ye daastaan hamen
waqt ne kaisi sunai
ham jo agar hain gamgeen
vo bhi udhar khush to nahin
mulaqaton mein hai jaise ghul si gai tanhayi
milke bhi ham milte nahin
khilke bhi gul khilte nahin
aankhon mein hain bahaaren dil mein khiza
saare sahme nazaare hain
ho ho kahne ko jashne-bahaara hai
ishq ye dekh ke hairaan hai
fool se khushboo khafa-khafa hai gulshan mein
chhupa hai koi ranj fiza ki chilman mein