KHAIRIYAT @Chhichhore:

KHAIRIYAT PUCCHO, TUMHARE BIN DEEWANE KA KYA HAAL HAI Hindi Lyrics #Arijit Singh @Chhichhore

Song Credits:

Song: Khairiyat;

Movie: Chhichhore;

Singer: Arijit Singh ;

Lyricist: Amitabh Bhattacharya;;

Hindi Lyrics:

खैरियत पूछो,

कभी तो कैफियत पूछो,

तुम्हारे बिन दीवाने का क्या हाल है|

दिल मेरा देखो, ना मेरी हैसियत पूछो।

तेरे बिन एक दिन जैसे सौ साल है।

अंजाम है ते मेरा

होना तुम्हें है मेरा

कितनी भी हो दूरियां

फिलहाल है

ये दूरियां

फिलहाल है।

खैरियत पूछो

अभी तो कैफियत पूछो

तुम्हारे बिन दीवाने का क्या हाल है

दिल मेरा देखो, ना मेरी हैसियत पूछो

तेरे बिन एक दिन जैसे सौ साल है

तुम्हारी तस्वीर के सहारे

मौसम कई गुजारे

मौसमी ना समझो पर इश्क को हमारे

नजरों के सामने मैं,

आता नहीं तुम्हारे,

मगर रहते हो हर पल,

मंजर में तुम हमारे।

गर इश्क से है मिला

फिर दर्द से, क्या गिला?

इस दर्द में जिंदगी, खुशहाल है।

ये दूरियां फिलहाल हैं।

खैरियत पूछो,

अभी तो कैफियत पूछो,

तुम्हारे बिन दीवाने का क्या हाल है,

दिल मेरा देखो, ना मेरी हैसियत पूछो।

तेरे बिन एक दिन जैसे सौ साल है।

अंजाम है ते मेरा,

होना तुम्हें है मेरा,

कितनी भी हो दूरियां,

फिलहाल है।

ये दूरियां

फिलहाल है।

English Lyrics:

khairiyat puchho,
kabhi to kaifiyat puchho,
tumhare bin deewane ka kya haal hai
dil mera dekho,
na meri haisiyat puchho
tere bin ek din jaise 100 saal hai
anjaam hai te mera
hona tumhe hai mera
kitni bhi ho dooriyaan, filhaal hai
ye dooriyaan filahaal hai
khairiyat puchho kabhi to kaifiyat puchho
tumhaare bin deewane ka kya haal hai
dil mera dekho, na meri haisiyat puchho
tere bin ek din jaise sau saal hai

khairiyat puchho,
kabhi to kaifiyat puchho,
tumhare bin deewane ka kya haal hai
dil mera dekho,
na meri haisiyat puchho
tere bin ek din jaise 100 saal hai
anjaam hai te mera
hona tumhe hai mera
kitni bhi ho dooriyaan, filhaal hai
ye dooriyaan filahaal hai
khairiyat puchho kabhi to kaifiyat puchho
tumhaare bin deewane ka kya haal hai
dil mera dekho, na meri haisiyat puchho
tere bin ek din jaise sau saal hai

tumhari tasveer ke sahaare, mausam kai gujaare
mausami na samjho par ishk ko hamare
najaron ke saamne main,
aata nahin tumhare,
magar rahte ho har pal,
manjar mein tum hamare.
gar ishk se hai mila
fir dard se, kya gila?
is dard mein jindagi,
khush haal hai
ye dooriyan filhaal hain
khairiyat puchho, kabhi to kaifiyat puchho,
tumhare bin deewane ka kya haal hai,
dil mera dekho, na meri haisiyat puchho
tere bin ek din jaise sau saal hai
anjaam hai te mera, hona tumhe hai mera,
kitni bhi ho dooriyan, filhaal hai
ye dooriyaan filhaal hai

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.